WordPress Mastery Course in Hindi
- website creation using wordpress
- domain and hosting
- intallnation wordpress
- theme setup
- page creation
- logo
- seo
- chat system
- payment getway
Requirements
-
is course ko ap mobile se bhi sikh sakte hai but practic karne ya work karne ke liye pc ya laptop ki jarurat padegi
Description
Requirements
- Apko kisi bhi prakar ki codeing or programming knowlege ki jarurat nahi hai
- Ek computer or laptop with internet jarurat hai
- Apko ek website banane ke liye ek Domain & Hosting ki jarurat hogi
- Ham practice ke liye free Domain & Hosting use karenge
- No Coding
- No Prior Experience Required
- Build one professional website from scratch step by step
Description:
Ap is course ko karne ke bad kisi bhi prakar ki website bna sakte hai o bhi free ki theme or free ke tools ko use karke sirf apko ek domain or hosting ki jarurat padegi |
Lekin ham pahale website banana practice karenge jisme apko koi bhi domain or hosting purchase karne ki jarurat nahi hai ham free ka domain or free ki hosting leke uspe website bnana sikh sakte hai uske bad ap paid domain or hosting leke uspe ek Beautiful and Professional website bna sakte hai
Ham is ko course me o sabhi tools ke bare me batane wale hai jo hame website banane me help karte hai ham ek achhi apko trick dene wale hai jissse ap paid ki themes free me use kar sakte hai ap hamare video ko dekh ke samajh sakate hai
Is cours ko karne ke bad ap kisi bhi prakar ki website bna sakte hai chahe o hospital ki ho ya realstate ki gym etc…
ham is course me 80+ category businesses ki website banana sikhenge
Ham is course me bilkul basic level se start karenge apko agar kisi bhi prakar ki technical knowlege nahi hai to koi bat nahi hamne bilkul simpal bhasha me samjhaya hai
Ham is kourse ko sikhne ke bad kam kaise or kha karne hai ye bhi bataya hai website bna ke paise kaise kamane hai ye bhi bataya hai, Ham freelanceing karna bhi sikhenge or fb, insta, twitter se kam kaise milega ye bhi sikhne wale hai
Ap is course ko sikh ke blogging karna bhi start kar sakte hai
hamne blogging karna bhi basic se sikhya hai
Who this course is for:
Is course ko har prakar ke log sikh sakte hai o chahe kisi bhi field se ho
Ye course bilkul basic se advance level ka banaya gaya hai
Who this course is for:
- Website bnana sikhe basic se advance levels ki without any knowlage